Showing posts with label Jashn e Eid Miladun NABI. Show all posts
Showing posts with label Jashn e Eid Miladun NABI. Show all posts

Wednesday, January 15, 2014

Bujh Gayein Jis K Aagay Sabhi Misha'alain

Bujh Gayein Jis K Aagay Sabhi Misha'alain,
Shamma Wo Le Kar Aya Hamara NABI
Mustafa Jan e Rehmat Py Laakho SalaAam..
Assalatu Wassalamo Alayka YA Saiyyadi Rasool-ALLAH,
Wa'Ala Aaleka
Wa'Ashabika YA SAIYYADI
MOHAMMADURASOOL-ALLAH ..
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam)..

Tuesday, January 14, 2014

Munkaran e Majlis e Milaad Se Keh De Koi

Munkaran e Majlis e Milaad Se Keh De Koi,
Mehfil e Aqdas Me Aa K Dekh Lain Shaan e Rasool (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam),
Wiladat e Rasool-ALLAH
Jashan e Eid Milaad-un-
NABI (Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi
Wasallam) Ki Tamam
Musalmano Ko
Mubarak ..
Assalatu Wassalamo
Alayka YA Saiyyadi
Rasool-ALLAH,
Wa'Ala Aaleka
Wa'Ashabika YA
SAIYYADI
MOHAMMADURASOOL-
ALLAH ..
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)

Subhu Taiyba Me Hui Bat'ta Hai Baada Noor Ka, Sadqa Lene Noor Ka Aya Hai Taara Noor Ka..

Subhu Taiyba Me Hui Bat'ta Hai Baada Noor Ka,
Sadqa Lene Noor Ka Aya Hai Taara Noor Ka..
Assalam o Alaikum Wa'Rehmatullahi Wa'Barakatu,
Wiladat e Rasool-ALLAH Jashan e Eid Milaad-un-NABI (Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi
Wasallam) Ki Tamam
Musalmano Ko
Mubarak ..
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rasool-
ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Habeeb-
ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Mehboob-
ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Noor-
ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi
Nabi-ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Shafi al
Muzlemeen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyad al Ambiya e
Wal'Mursaleen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Khaatm
un'Nabiyeen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rehmat ul
Aalemeen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rasool-
ALLAH,
Wa'Ala Aaleka
Wa'Ashabika
YA
SAIYYADI
MOHAMMADURASOOL-ALLAH ..
(Sallallahu Ta'ala Alayhi
Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam)..

Monday, January 13, 2014

Lagate Hain Naara Imaan Wale,

Lagate Hain Naara Imaan
Wale,
MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam)
Hamare Badi Shaan Wale.
Assalatu
Wassalamo Alayka YA Saiyyadi Rasool-ALLAH,
Wa'Ala Aaleka
Wa'Ashabika YA SAIYYADI
MOHAMMADURASOOL-ALLAH ..
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam)..

Wo Mah_E_Arab Aaj Kaabay Me Chamka,

Wo Mah_E_Arab Aaj Kaabay Me Chamka,
Jo Maalik Hai Sare Arab Aur Ajum Ka.
*Subhan ALLAH*
Jashn e Did Miladun NABI (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ki Tamam Musalmano Ko Mubarak ..
ALLAH Rab ul Aalemeen K Rasool Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ki Aamad Marhaba..
Naara e Risalat:
Ya Rasool ALLAH
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)..

Sunday, January 12, 2014

Kia Aap Jante Hain K Sab Se Pehle Milaad e MOHAMMAD e Mustafa Kis Ne Manaya ?...

Kia Aap Jante Hain K Sab Se
Pehle Milaad e MOHAMMAD e Mustafa Kis Ne Manaya ?...

Jawab: Pyare AAQA MOHAMMAD e
Mustafa
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ka Milaad Sab
Se Pehle Khud ALLAH Subhanahu Wa'Ta'ala Ne
Manaya Wo Bhi Ambiya Karam Alayhissalatu Salam Ki Jamaat Me Aalam-E-
Arwaah Me Jahan ALLAH Rab ul Izzat Ne Tamaam Ambiya Alaihissalam Se
Gawaahi Li Aur Apne Mehboob MUHAMMAD e Mustafa
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Par Imaan Laane Ki Baat Kahi.
{Ref;
Al-Quran:
Para
3,
Surah Ale Imran Ayat
81
And 64,
Surat Tauba Ayat 128.}
.
Hazrat Abu Bakkar Saddique
(RaziAllahu Ta'ala Anhu) Ne Farmaya : "Woh
Shakhs Jannat Me Mere Saath Hoga Jis Ne Milaad Shareef Par Ek(1) Dirhum Bhi Kharch Kiya.
>
Hazrat Umar e Farooq
(RaziAllahu Ta'ala Anhu) Ne Farmaya :
"Jis Ne Milaad Ki
Taazeem Ki Us Ne Deen Ko Zinda Kardiya.
>
Hazrat Usman e Ghani
(RaziAllahu Ta'ala Anhu) Ne
Farmaya : "Jo Milaad Par Ek(1) Dirham Karcha
Karega Usko Badr K Shohada
Jitna Sawaab Milega.
>
Hazrat Ali Al Murtaza
(RaziAllahu Ta'ala Anhu) Ne Farmaya :
"Milaad Manaane Wala
Duniya Se Imaan Ki Naimat Le Kar
Jaayega".

*Subhan ALLAH*
"Har Masarrat Har Khushi Ki Shan Eid Milaad-un-NABI,

Eid Kia Hai Eidon Ki Jaan Hai Eid Milaad-un-
NABI".
*Subhan ALLAH*

Saturday, January 11, 2014

Ishq e MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Se Bashr Hai Sarfaraz..

Ishq e MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Se Bashr Hai Sarfaraz..

Ishq e MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Hai Meri Hasti Ka Raaz..

MOHAMMAD e Mustafa
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ki Yaad Hai Sarmaya Mera..

MOHAMMAD e Mustafa
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ka Zikr Hai Meri Namaz.
*Subhan ALLAH*

Jashn e Eid Miladun NABI K Saboot QURAN e Pak Se ..

Jashn e Eid Miladun NABI K
Saboot QURAN e Pak Se ..
(1=Surah Ad-Dhuha:Ayat#11)
(2=Surah Al-Fat'h:Ayat#28)

(3=Surah As-Saff:Ayat#6)

(4=Surah At-Taubah:Ayat#128)

(5=Surah Al-Imran:Ayat#164)

(6=Surah Yunus:Ayaat#57/58)

(7=Surah Al-Ambiya:Ayat#107)
*Subhan ALLAH*
>>>

ALLAH Rab ul Izzat K Habeeb Rehmat ul Aalemeen Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aaleh Wa'Barik Wasallam) K Zamane Me
Masjid-E-Nabwi Me Mehfil e Milaad Hui Isme Khud
Huzoor Pur-Noor Shafi e Youm Al-Nashoor Imaam Ul Ambiya e Wa'Khatm ul Mursaleen Hazrat MOHAMMAD Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ne Apni Wiladat e Ba-Sa'adat K Baray Me Bayan Farmaya.
(Tirmizi Shareef;Jild#2, Safa#201)
*Al-Quran:
Tum Farmao
ALLAH Hi K Fazal
Aur Usi Ki Rehmat
Aur Usi Par Chahiye K Khushi Manao.
(Tarjuma: Kanzul
imaan,Surah Yunus:Ayat#58)
>
Aur ALLAH Rab ul Aalemeen Ki Rehmat NABI-E-KAREEM MOHAMMAD E MUSTAFA AHMAD E MUJTABA (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Hain
Khud NABI-E-PAK Ne Apne Milad Par ALLAH Ta'ala Ka Shukar Bajaa Lane Ki Talkin Farmayi Aur Targib Di.
(Muslim;Jild#2,Safa#819 ,
Nisaai;Jild#2,Safa#147 ,
Baihaqi;Jild#4,Safa#286)
Hum (SAHABA) Sab Apne
Bacho Samet
Huzoor K Istiqbal K Liye Wida Ki Ghatiyo Tak Gaye
(Bukhari;Jild#1,Safa#543)
Yahi Juloos-E-Milad Shareef Hai
SAHABA Karaam Rizwanullahi Ta'ala Ajma'een Aur TABAIN Aur
DIGAR AHLE ISLAM
NE PEER K DIN KA ROZA
RAKH KAR BHI MILAAD
MANAYA.
(Abu Daawud;Jild#1,
Safa#331)
*Subhan ALLAH*

Share/Bookmark