ﻣﺤﻤﺪ ﺻﻞ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﺑﮭﯽ ﺗﺮﺍ ، ﺟﺒﺮﻳﻞ ﺑﮭﯽ ، ﻗﺮﺁﻥ ﺑﮭﯽ ﺗﻴﺮﺍ
ﻣﮕﺮ ﻳﮧ ﺣﺮﻑ ﺷﻴﺮﻳﮟ ﺗﺮﺟﻤﺎﮞ ﺗﻴﺮﺍ ﮨﮯ ﻳﺎ ﻣﻴﺮﺍ؟
MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Bhi Tera, Jibreel Bhi, Quran
Bhi Tera
?Magar Ye Harf-e-Shireen Tarjuman Tera Hai Ya
Mera
MOHAMMAD (Peace And Blessings Of ALLAH Be Upon Him) is Yours, Gabriel is Yours, The
Qurʹan is Yours
But this discourse, This exposition in melodious
tunes, Is it Yours or is it mine
ﺍﺳﯽ ﮐﻮﮐﺐ ﮐﯽ ﺗﺎﺑﺎﻧﯽ ﺳﮯ ﮨﮯ ﺗﻴﺮﺍ ﺟﮩﺎﮞ ﺭﻭﺷﻦ
ﺯﻭﺍﻝ ﺁﺩﻡ ﺧﺎﮐﯽ ﺯﻳﺎﮞ ﺗﻴﺮﺍ ﮨﮯ ﻳﺎ ﻣﻴﺮﺍ؟
Issi Koukab Ki Tabani Se Hai Tera Jahan Roshan
?Zawal-e-Adam-e-Khaki Zayan Tera Hai Ya Mera
Your world is illuminated by the radiance of the
same star
Whose loss was the fall of Adam, that creature of
earth, Was it Yours or mine
(Hazrat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
<3 Subhan ALLAH <3
here you can read sms about any subject, Islamic, Ahadees, Qurani Ayaat, Urdu, English, Poetry, Aqwal e Zarin, Punjabi Poetry, Urdu Poetry, Kalam, Naats,
Showing posts with label Allama Iqbal Poetry. Show all posts
Showing posts with label Allama Iqbal Poetry. Show all posts
Sunday, January 4, 2015
Jashne Eid Miladun Nabi Mubarak
Tuesday, August 5, 2014
La Ilaha Illallah Khudi Ka Sirr-e-Nihan LaIlaha Illallah
La Ilaha Illallah Khudi Ka Sirr-e-Nihan
LaIlaha Illallah,
Khudi Hai Taeg, Fasan
La Ilaha Illallah,
Ye Dour Apne Baraheem Ki Talash Me Hai
Sanam Kudah Hai Jahan,
La Ilaha Illallah,
Kiya Hai Tu Ne Mataa-e-Ghuroor Ka Soda
Faraib Sood-o-Zayan,
LaIlaha Illallah,
Ye Maal-o-Doulat-e-Dunya,
Ye Rishta-o-Pewand Buttan-e-Weham-o-Guman,
La Ilaha Illallah,
Khird Hui Hai Zaman-o-Makan Ki Zunnari
Na Hai Zaman NaMakan,
La Ilaha Illallah,
Ye Naghma Fasl-e-Gul-o-Lala Ka
Nahin Paband Bahar Ho Ke Khazan,
LaIlaha Illallah,
Agarche Butt Hain Jamat Ki Astinon Me
Mujhe Hai Hukm-e-Azan,
La Ilaha Illallah ..
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullahi Ta'ala Alayhi)

Thursday, December 26, 2013
Musalman Hai Touheed Me Garam Josh Magar Dil Abhi Tak Hai Zunnar Posh
Musalman Hai Touheed Me Garam Josh Magar Dil Abhi Tak Hai Zunnar Posh
Tamadan, Tasawwuf,
Shariat, Kalam
Butan-E-Ajam K
Poojari Tamam!
Haqiqat Khurafat Me Kho Gayi
Ye Ummat Rawayat Me Kho Gayi >
The Muslim, Zealous Though About God's Unity,
Still Wears The Hindu's Sacred Thread Around His Heart.
In Culture, Mysticism,
Canon Law And Dialectical Theology-
He Worships Idols Of Non-Arab Make.
The Truth Has Been Lost In Absurdities,
And In Traditions Is This
Ummah Rooted Still. !!!
(Hazrat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullahi Ta'ala Alayhi)

Friday, December 6, 2013
Ki MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Se Wafa Tu Ne To Ham Tere Hain
Ki MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Se Wafa Tu Ne To Ham Tere Hain
Yeh Jahan Cheez Hai Kia, Loh-o-Qalam Tere Hain<3<3
To My MOHAMMAD
(Peace
And Blessings Of ALLAH
Be Upon Him) Be But True, And You Have Conquered Me
The World Is Nothing You Will Command My
Pen Of Destiny.!
*Subhan ALLAH*
(Mufakir e Deen o Millat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullahi Ta'ala Alayhi)

Tuesday, October 8, 2013
Muhabbat Ka Junoon Baqi Nahi Hai
Muhabbat Ka Junoon Baqi Nahi Hai,
Musalamano Me Khoon Baqi Nahi Hai,
Safen Kaj, Dil Pareshan, Sajda Be-zuq K Jazaba-e-Andrun Baqi Nahi Hai,
Ragon Me Lahu Baqi Nahi Hai,
Wo Dil, Wo Aawaz Baqi Nahi Hai,
Namaz-o-Roza-o-Qurbani-o-Haj Ye Sab Baqi Hai Tu Baqi Nahi Hai.!
(Mufikar e Deen o Millat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)

Monday, September 30, 2013
Tere Amal Se Hai Tera Preshan Hona
Tere Amal Se Hai Tera
Preshan Hona,
Warna Mushkil Nahi
Mushkil Ka Asan Hona,
Dono Aalm Py Hukomat Ho Teri Ay Muslim,
Tu Samjh Jae Agar Apna "MUSLMAN" Hona.!
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Preshan Hona,
Warna Mushkil Nahi
Mushkil Ka Asan Hona,
Dono Aalm Py Hukomat Ho Teri Ay Muslim,
Tu Samjh Jae Agar Apna "MUSLMAN" Hona.!
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Tuesday, August 13, 2013
iQBAL Teri Qoam Ka Iqbal Kho Gaya
iQBAL Teri Qoam Ka
Iqbal Kho Gaya,
Maazi to Sunehra Hai
Magr Haal Kho Gaya,
Wo Rob-o-DabDaba
Wo
Jalaal Kho Gaya,
Wo Husan e Be-Misaal
Wo Jamaal Kho Gaya,
Doobay Hain Jawabon Me Per Sawal Kho Gaya,
iQBAL Teri Qoam Ka
Iqbal Kho Gaya,
Urtay Jo Fizaon Me Thay Shaheen Na Rahe
Ba-zoq Na Rahe
Zaheen
Na Rahe
Pakeeza Ghar Na Rahe
Ba-Deen Na Rahe
Wo Laal-o-Gulzaar
Wo
Mah Jabeen Na Rahe
Momin Ka Wo Andaz-e-
Ba-Kamaal Kho Gaya,
IQBAL Teri QOAM Ka
IQBAAL KHO Gaya.

Thursday, April 4, 2013
Naaz ha taaqat e
Naaz ha taaqat e
guftaar pe insaan0'n ko baat
krny ka saleeqa hi nhi
naadaan0'n ko....
(Allama Iqbal)
guftaar pe insaan0'n ko baat
krny ka saleeqa hi nhi
naadaan0'n ko....
(Allama Iqbal)
Sunday, March 10, 2013
*Wo Kehte Hain Ishq Karo Us Se Jis Se
*Wo Kehte Hain Ishq Karo Us Se Jis Se Haseen Koi Aur Na Ho "Iqbal",
Main Apne "NABI" (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Se Kyun Na Ishq Karon Un Se Haseen To Jannat Bhi Nahin.
☆Subhan ALLAH☆
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Main Apne "NABI" (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Se Kyun Na Ishq Karon Un Se Haseen To Jannat Bhi Nahin.
☆Subhan ALLAH☆
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Monday, March 4, 2013
Ein Kaar e Hakeemi Nisst Daaman e Kaleemi Geer
Ein Kaar e Hakeemi Nisst Daaman e Kaleemi Geer,
Sad Banda e Sahil Mast Yakk Band e Darya Mast.!
>Ye Kaam (yani Musalmano me sahi fehm paida karna) aqal o danish o hikmat ka kaam nahi hai bal k is k liye kisi Kaleemullah (Moosa Alayhissalam) ka Daman thamna chahiye kyun k sahil per sar-masti or baten karne wale 100 admi b is 1 k barabr nahi ho sakte jo sumander k andr uter kar mast hai Hakimo(Falsafiyon) ko "subak'saraan e sahil" se tashbih di hai k faqat sahil per khare ho kar sumander ki baten karte hain jab k Hazrat Moosa Alayhissalam sumander k andr uter kar isko paar kar jate hain So aise hi kisì "Aik" Admi ki zarorat hai na k so so admiyo ki jo sirf so so baten karte hain.!
(Mufakir e Deen o Millat Hazrat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)

Sunday, February 24, 2013
Seena Ast K Faraan Ast? Ya RAB Che Muqaam Ast Ein?
*Seena Ast K Faraan Ast? Ya RAB Che Muqaam Ast Ein?
Her Zarre Khaak Man Chashme Ast Tamasha Ast.
>Ya ALLAH jahan (Kharq Mubarak rakha hai) seena hai ya faraan hai kia Muqaam hai? Kyun k mere jism ka zarra zarra or bal bal nazare me mast rehne wali aankh ban gai hai, yani seena me Hazrat Moosa Alayhissalam per Tajaliyaat warid hoien or Faraan se Huzoor e Pak Hazrat MOHAMMAD E MUSTAFA
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) ka "Noor e Nabuwat" Chamka,
So Hazrat e Allma ye farma rahe hain k Ya RAB yahan is Muqaam per b "Teri Tajaliyaat Nazil" ho rahi hain.!
(Ashiq e Mehboob e KHUDA Hazrat Allama Mohammad Iqbal Rehmatulla Alayhi)

Saturday, February 23, 2013
Khardd Ki Guthiyaan Suljha Chuka Hoon
*Khardd Ki Guthiyaan Suljha Chuka Hoon,
Mere Maula Mujhe Sahib e Janoo'n Kar,
Jo Main Sar Ba-Sajda Hua Kabhi To Zameen Se Aane Lagi Sada'a,
Tera Dil To Hai Sanam Ashna'a Tujhe Kia Mile Ga Namaz Me.!!!!
(Mard e Qalander Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)

Wednesday, February 20, 2013
Hazaar Chashmay Tere Sang-e-Raah Se Phootein
*Hazaar Chashmay Tere Sang-e-Raah Se Phootein,
Khudi Me Doob Kar Zarb-e-Kaleem Paida Kar.!
(Allama Mohammad Iqbal)
Khudi Me Doob Kar Zarb-e-Kaleem Paida Kar.!
(Allama Mohammad Iqbal)
Monday, February 4, 2013
Hikmat e Mashriq o Maghrib Ne Sikhaya Hai Mujhe
*Hikmat e Mashriq o Maghrib Ne Sikhaya Hai Mujhe,
Aik Nukta K Ghulamon K Liye Hai Akseer,
Deen Ho, Falsafa Ho, Faqar Ho, Sultani Ho,
Hote Hain Pukhta Aqaaid Ki Bina Per Tameer.!
(Sir Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Aik Nukta K Ghulamon K Liye Hai Akseer,
Deen Ho, Falsafa Ho, Faqar Ho, Sultani Ho,
Hote Hain Pukhta Aqaaid Ki Bina Per Tameer.!
(Sir Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Sunday, February 3, 2013
Sabak Parh Phir Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shujaa'at Ka
Sabak Parh
Phir Sadaqat Ka, Adalat Ka,
Shujaa'at Ka..
Liya Jae Ga Tujh
Se Kaam PHIR Dunia Ki Imamat
Ka.!!!
(Hazrat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Phir Sadaqat Ka, Adalat Ka,
Shujaa'at Ka..
Liya Jae Ga Tujh
Se Kaam PHIR Dunia Ki Imamat
Ka.!!!
(Hazrat Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Saturday, December 1, 2012
Hamchana'an razdan juzz wa kal
Hamchana'an razdan juzz wa
kal,
Gard Pa'eish Surma e
Chashm e Rassol. >
Hazrat
MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Her Cheez ko jan'ne wale
hain juzz ko or kal ko
bhi,
AAP (Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
k Qadmain Sharifain ki Dhool
AMBIYA (Alayhissalam) ki
Aankhon ka Surma hai.
(Alama Mohammad Iqbal
Rehmatullah Alayhi)
kal,
Gard Pa'eish Surma e
Chashm e Rassol. >
Hazrat
MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Her Cheez ko jan'ne wale
hain juzz ko or kal ko
bhi,
AAP (Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
k Qadmain Sharifain ki Dhool
AMBIYA (Alayhissalam) ki
Aankhon ka Surma hai.
(Alama Mohammad Iqbal
Rehmatullah Alayhi)
Wednesday, November 21, 2012
Keh do Gham e HUSSAIN (RadiALLAH Ta'ala Anho) Manany walon ko
*Keh do Gham e HUSSAIN
(RadiALLAH Ta'ala
Anho) Manany
walon ko,
Momin Kabhi
Shohada ka Matam nahi
karte,
Hai Ishq Apni Jan se
ziada Aal-e-Rasool se,
Yun
Sar-e-Aam Ham
Unka Tamasha nahi
karte,
Roein wo jo munkir
hain Shahadat e HUSSAIN
(RadiALLAH Ta'ala Anho)
k,
Ham Zinda-o-Javaid
ka matam nahi karte..!
(Dr.Allama Mohammad Iqbal
Rehmatullah Alayhi)
(RadiALLAH Ta'ala
Anho) Manany
walon ko,
Momin Kabhi
Shohada ka Matam nahi
karte,
Hai Ishq Apni Jan se
ziada Aal-e-Rasool se,
Yun
Sar-e-Aam Ham
Unka Tamasha nahi
karte,
Roein wo jo munkir
hain Shahadat e HUSSAIN
(RadiALLAH Ta'ala Anho)
k,
Ham Zinda-o-Javaid
ka matam nahi karte..!
(Dr.Allama Mohammad Iqbal
Rehmatullah Alayhi)
Tuesday, November 20, 2012
Na ishq-E- Hussain (RadiALLAH Ta'ala Anho) Hai, Na Zauq-e- Shahadat..!
*Na ishq-E-
Hussain
(RadiALLAH Ta'ala
Anho) Hai, Na Zauq-e-
Shahadat..! "Munkir
Samajh Bethe Hain, MATAM
ko Ibaadat".!
(Great
Poet Dr.Alama Mohammad
Iqbal)
Hussain
(RadiALLAH Ta'ala
Anho) Hai, Na Zauq-e-
Shahadat..! "Munkir
Samajh Bethe Hain, MATAM
ko Ibaadat".!
(Great
Poet Dr.Alama Mohammad
Iqbal)
Tuesday, June 19, 2012
Barra Fariza Tha Tableegh-E-Ishq MerE Liye
Barra Fariza
Tha Tableegh-E-Ishq MerE
Liye....*
(,¤, Iqßa£ ,¤,)
Main
Munkiron Ki Zameen Par Aazaan
De Aaya.
(Allama #Iqbal )
Tha Tableegh-E-Ishq MerE
Liye....*
(,¤, Iqßa£ ,¤,)
Main
Munkiron Ki Zameen Par Aazaan
De Aaya.
(Allama #Iqbal )
Sunday, June 3, 2012
Kon Kaisa Hai Ye hi Fikar rahi Tamam umar
Kon Kaisa Hai
Ye hi Fikar rahi
Tamam umar",
"Khud Kaisa
Hoon Kabhi Bhool Kar Bhi
Socha Nahin".
(Allama
Mohammad Iqbal)
Ye hi Fikar rahi
Tamam umar",
"Khud Kaisa
Hoon Kabhi Bhool Kar Bhi
Socha Nahin".
(Allama
Mohammad Iqbal)
Subscribe to:
Posts (Atom)