Saturday, January 11, 2014

Jashn e Eid Miladun NABI K Saboot QURAN e Pak Se ..

Jashn e Eid Miladun NABI K
Saboot QURAN e Pak Se ..
(1=Surah Ad-Dhuha:Ayat#11)
(2=Surah Al-Fat'h:Ayat#28)

(3=Surah As-Saff:Ayat#6)

(4=Surah At-Taubah:Ayat#128)

(5=Surah Al-Imran:Ayat#164)

(6=Surah Yunus:Ayaat#57/58)

(7=Surah Al-Ambiya:Ayat#107)
*Subhan ALLAH*
>>>

ALLAH Rab ul Izzat K Habeeb Rehmat ul Aalemeen Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aaleh Wa'Barik Wasallam) K Zamane Me
Masjid-E-Nabwi Me Mehfil e Milaad Hui Isme Khud
Huzoor Pur-Noor Shafi e Youm Al-Nashoor Imaam Ul Ambiya e Wa'Khatm ul Mursaleen Hazrat MOHAMMAD Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ne Apni Wiladat e Ba-Sa'adat K Baray Me Bayan Farmaya.
(Tirmizi Shareef;Jild#2, Safa#201)
*Al-Quran:
Tum Farmao
ALLAH Hi K Fazal
Aur Usi Ki Rehmat
Aur Usi Par Chahiye K Khushi Manao.
(Tarjuma: Kanzul
imaan,Surah Yunus:Ayat#58)
>
Aur ALLAH Rab ul Aalemeen Ki Rehmat NABI-E-KAREEM MOHAMMAD E MUSTAFA AHMAD E MUJTABA (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Hain
Khud NABI-E-PAK Ne Apne Milad Par ALLAH Ta'ala Ka Shukar Bajaa Lane Ki Talkin Farmayi Aur Targib Di.
(Muslim;Jild#2,Safa#819 ,
Nisaai;Jild#2,Safa#147 ,
Baihaqi;Jild#4,Safa#286)
Hum (SAHABA) Sab Apne
Bacho Samet
Huzoor K Istiqbal K Liye Wida Ki Ghatiyo Tak Gaye
(Bukhari;Jild#1,Safa#543)
Yahi Juloos-E-Milad Shareef Hai
SAHABA Karaam Rizwanullahi Ta'ala Ajma'een Aur TABAIN Aur
DIGAR AHLE ISLAM
NE PEER K DIN KA ROZA
RAKH KAR BHI MILAAD
MANAYA.
(Abu Daawud;Jild#1,
Safa#331)
*Subhan ALLAH*

No comments:

Post a Comment


Share/Bookmark