Friday, June 21, 2013

Jumma K Din Ki Fazilat

ALLAH Rab ul Izzat K Mehboob Hazrat MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ne Irshad Farmaya:
Jumma K Din Masjid K Her Darwazay Per Farishte Maujood Hote Hain Jo Jumma Ki Namaz K Liye Aane Walo K Naam Tarteeb Se Likhte Hain Yani Jo Pehle Aaya Uska Pehle, Phir Jab Imaam Khutba K Liye Khada Ho Jata Hai To Farishte Andar Aa K Register Lapait K Khutba Sunte Hain.
(Muslim, Kitabul Jumma)
Lehaza Jumma K Liye Susti Na Karen Aur Jumma Ki Azan Sunte Hi Apne Karobar Ko Chhod K Jald Se Jald Masjid Me Dakhil Hon Aur Sunnaten Ada Karen Zikr Azkaar Tilawat e Quran o Tasbih Karen Aur Itminan Se Khutba Sunen.
>
Hadees : Tum Jumma K Din Mujh(NABI Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Per Ziada Durood Bhejo.
(Nisai Sharif :
H#1377, Kitabul
Jumma) ,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rasool-ALLAH,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Habeeb-ALLAH,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Mehboob-ALLAH,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Noor-ALLAH,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi
Nabi-ALLAH,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Shafi al Muzlemeen,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyad al Ambiya e Wal'Mursaleen,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Khaatm un'Nabiyeen,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rehmat ul Aalemeen,

Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rasool-ALLAH,

Wa'Ala Aaleka
Wa'Ashabika
YA
SAIYYADI
MOHAMMADURASOOL-ALLAH ..
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam)..

No comments:

Post a Comment


Share/Bookmark