Friday, May 10, 2013

Al-Quran: Aur Agar Hum Insan Ko Apne Pas Se Naimat Bakhshen

Al-Quran:
Aur Agar Hum Insan Ko
Apne Pas Se Naimat
Bakhshen, Phir Us Se
Usko Cheen Len To Na-Umeed (Aur) Na-Shukra Ho Jata Hai
Aur Agar Takleef
Pohanchne K Baad
Asaaish Ka Maza
Chakhaen To (Khush
Ho Kar) Kehta Hai K,
Sab Sakhtiyan Mujh
Se Door Ho Gayien
Beshak Wo Khushian
Mananey Wala (Aur)
Fakhar Karne Wala
Hai Haan Jinhon Ne
Saber Kiya Aur Amal e
Naik Kiye Yehi Hain In
K Liye Bakhshish Aur
Ajr e Azeem Hai" .
(Surah
Hud,ayat#9,10,11)

No comments:

Post a Comment


Share/Bookmark