Friday, April 26, 2013

Al-Quran: "Aur Ye NABI (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)

Al-Quran:
"Aur Ye NABI (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ghaib Batany
Me Bukheel Nahin".
(Surah Takveer,ayat#24)
>
Tafseer;
Muraad Ye Hai K
" ALLAH Tabarak Wa'Ta'ala k Mehboob Maalik e Qul Rehmatul Aalemeen Sarwar e Konain Imaam ul Ambiya Khatm ul Mursaleen Shafi e Mehshar Qasim e Kusar Hazrat MOHAMMAD e Mustafa Ahmad e Mujtaba
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam)
Ko ELM e Ghaib Aata hai
To Tum Per is Me Bukhl Nahi Farmate Balky
Tum Ko Bataty hain"
Deakhen Tafseer:
(Mua,alam,j#4/P#422
Dar ul kutab Elmia Berot
Or
khazan,j#4/P#399)
zahir hai ELM e Ghaib Bataye ga Wohi jo khud b janta ho be-shak. !
Ya Rasool ALLAH
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasaallam) AAP k chahne walon (ghulaamon) ki Khair..
Ya Rasool ALLAH (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) AAP k gustakhon, AAP ki Zaat e Be-misl me aib nikalne walon munafqeen per Lanat be-shumaar..

*Shirk Theray
Jis Me Tazeem e Habeeb
ALLAH,,,
Us Buray Mazhab Pe
Laanat Kijiye.
Ghaiz-o-Bughaz Me Jal
Jaye Be-Deeno K Dil,,,
Ya
Rasool-ALLAH..
Ya Rasool-
ALLAH
(Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam) Ki Kasrat Kijiye.
★Jazaak ALLAH★

No comments:

Post a Comment


Share/Bookmark