Wednesday, April 10, 2013

Aik Martaba "ALLAH Rab-ul-Izzat" K Mehboob Muhsin e Insaniyat

*Aik Martaba "ALLAH Rab-ul-Izzat" K Mehboob Muhsin e Insaniyat Rehmat ul Aalemeen Shafi e Youm-al-Nashoor Noor e Mujasam Wajaha e Takhleeq e Kaiynaat Imaam ul Ambiya Khatm ul Mursaleen Hazrat "MOHAMMAD" e Mustafa Ahmed e Mujtaba
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam)
Apne Jag-Mag Jag-Mag Karte Roshan Chehron Wale "Sahaba Karam" (Ridwanullah Ta'ala Ajma'een) K Jhurmat Me Tashreef Farma Thy To AAP Ne Aik
Acha Aur Ba-Mani
Qissa
Sunaya.
AAP (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Ne Farmaya
K Aik
Shaks Bemar Ho
Gaya,
Yaha Tak K
Qareeb
ul Marg Tha to
Us Ne Aik Dost se
Pucha:
Ay
Dost ! Tum Meri Is
Mushkil Me Kia Madad
Karoge?
Us Ne
Jawab Diya:
Janab Main Saari
Zindagi Aapki
Khidmat
Karta Raha Hon,
Lekin Ab Maut Ka Mere
Pass
Koi
Ilaj Nahi, Main Aapki
Koi Madad Nahi Kar Sakta.

Us Ne
Dosry Dost Ko
Talab Kar K Apni Madad
Ka Kaha:
Us Ne
Jawab Diya: Main
to Sirf Aap K Liye Ye Kar
Sakta Hon
Jab Aap
Intikal Ho Jae
to Aapko Nehla Kar
Khushboo Laga
Kar
Dafan Karon Ga.

Usne Teesry Dost Se
Madad Talab Ki
Us Ne
Kaha: Main Aapka
Maut K Baad Bhi Sath
Donga
Qabar Me Aap K
Sath
Jaunga Aur Qayamat K
Din
Aap K
Sath Niklunga
Aur Aap K Sath Hi
Rahunga.
Ye
Sara Qissa Sunany K
Baad AAP (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalayhi Wasallam) Ne
Farmaya:
Tum
Jante Ho Ye Teen
Dost Kon Hain?
Pehle
Ka Naam "MAAL",

Dosry Ka Naam "AYAAL"
Yani Rishtydar,
Aur
Teesry Ka Naam
"AAMAL" Hai Jo
Hamesha
Insan K Sath Rahenge.!!!
*Subhan ALLAH*

No comments:

Post a Comment


Share/Bookmark