Tuesday, May 29, 2012

IN SHAA ALLAH Ye 3 alag alfaaz se mil kr aik lafz bnta hai

"IN SHAA
ALLAH"
Ye 3 alag alfaaz se
mil kr aik lafz bnta hai.
1.
IN
2.
SHAA
3.
ALLAH.
In teeno
alfaz ko alag alag likhna
chahiye kiyon k QURAN E
PAAK me in teeno ko alag

alag hi likha gaya hai.
Misal
k tor per ap daikh sakte
hain in ayaat me1.
SURA E
BAKKARA,Ayat#70.2.
SURA E
YOUSAF,Ayat#99.3.
SURA E
KAHAF,Ayat#69.4.
SURA E
ALQASAS,Ayat#27.5.
SURA E
SAAFAAT,Ayat#102.6.
SURA E
FATAH,Ayat#27.
Ziada tar log
is baat ka khayal nahi krte
aur IN aur SHAA ko akhatay
mila kr likh daite hain,
Inshaa
ALLAH
Ya In'shaa ALLAH
Ye
ghalat hai.
Is se meaning
tabdeel ho jate hain.
IN aur
SHAA ko agr mila kr likha jae
to ye 2 alag alfaaz nahi
rahte balkay aik lafz bn jate
hai,
INSHAA aur is ka matlb
hota hai paida krna ya ijad
krna.
DAIKHYE..
1.SURA E
MOMINOON,Ayat#78.2.
SURA
E ANKABOOT,Ayat#20.
3.
SURA E WAQIA,Ayat#
35.
To INSHAA ALLAH ka matlb
bana ALLAH KO PAIDA KRNA
YA EJAAD KARNA (Na'oozu
Billah)
Isliye sahi lafz (IN SHAA ALLAH)likhye.!

No comments:

Post a Comment


Share/Bookmark