ALLAH Tabarak Wa'Ta'ala K Mehboob Saiyyad ul Ambiya Sarwar e Kainaat Noor e Mujassam Raehmat ul Aalemeen Hazrat
MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam) Ki Ita'at Baisat-e-
Muhabbat "ELAHI" Hai,
Shafi e Youm al-Nashoor Qasim e Kousar AAQA MOHAMMAD e Mustafa Ahmad e Mujtaba
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Hi Wo Hasti Hain Jinki Pairwi Karne Se
ALLAH Ta'ala Ham Se Muhabbat Karta Hai,
ALLAH Rab ul Izzat Quran e Pak Me Irshad Farmata Hai :
Aye Mehboob
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Tum Farma Do K Logo Agar Tum "ALLAH" Ko Dost Rakhte Ho To Mere Farma-Bardaar Ho Jao "ALLAH" Tumhain Dost Rakhega Aur Tumhare Gunah Bakhsh Dega Aur "ALLAH" Bakhshne Wala Mehrban Hai.
(Surah Al-Imraan:Ayat-31)
*Subhan ALLAH*

No comments:
Post a Comment