iQBAL Teri Qoam Ka
Iqbal Kho Gaya,
Maazi to Sunehra Hai
Magr Haal Kho Gaya,
Wo Rob-o-DabDaba
Wo
Jalaal Kho Gaya,
Wo Husan e Be-Misaal
Wo Jamaal Kho Gaya,
Doobay Hain Jawabon Me Per Sawal Kho Gaya,
iQBAL Teri Qoam Ka
Iqbal Kho Gaya,
Urtay Jo Fizaon Me Thay Shaheen Na Rahe
Ba-zoq Na Rahe
Zaheen
Na Rahe
Pakeeza Ghar Na Rahe
Ba-Deen Na Rahe
Wo Laal-o-Gulzaar
Wo
Mah Jabeen Na Rahe
Momin Ka Wo Andaz-e-
Ba-Kamaal Kho Gaya,
IQBAL Teri QOAM Ka
IQBAAL KHO Gaya.
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
Iqbal Kho Gaya,
Maazi to Sunehra Hai
Magr Haal Kho Gaya,
Wo Rob-o-DabDaba
Wo
Jalaal Kho Gaya,
Wo Husan e Be-Misaal
Wo Jamaal Kho Gaya,
Doobay Hain Jawabon Me Per Sawal Kho Gaya,
iQBAL Teri Qoam Ka
Iqbal Kho Gaya,
Urtay Jo Fizaon Me Thay Shaheen Na Rahe
Ba-zoq Na Rahe
Zaheen
Na Rahe
Pakeeza Ghar Na Rahe
Ba-Deen Na Rahe
Wo Laal-o-Gulzaar
Wo
Mah Jabeen Na Rahe
Momin Ka Wo Andaz-e-
Ba-Kamaal Kho Gaya,
IQBAL Teri QOAM Ka
IQBAAL KHO Gaya.
(Allama Mohammad Iqbal Rehmatullah Alayhi)
No comments:
Post a Comment