Hazrat Abu Huraira RaziALLAH Ta'ala Anhu Se Riwayat
Hai K ALLAH Subhanahu Wa'Ta'ala K Mehboob Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam) Ne Irshaad Farmaya:
Qayamat Qayam Na Hogi Jab Tak Aftaab Maghrib(west) Se Na Nikle Phir Jab Aftaab Maghrib Se Niklega To Us Waqt Sab Insan Imaan Layenge (ALLAH Rab ul Aalemeen Ki
Qudrat Ki Itni Badi Nishani Dekh Kar)
Lekin Us Din Ka Imaan Fayda Na Dega Us Shakhs Ko Jo Pehle Imaan Nahi Laaya Ya Us Ne Imaan K Saath Naiki Na Ki.
(Sahih Muslim
Shareef, jild#1,page#256#257#25
8,
hadees#396, Baab; Us Zamane Ka Bayaan Jab Imaan Makbool Na Hoga) ,
Ay Ahl e Islam Imaan Walo Abhi Bhi Waqt Hai Lihaza ALLAH Rab ul Izzat Ki Ibadat Karo Aur ALLAH Ta'ala K Mehboob Rasool Aur Apne AAQA Rehmat ul Aalemeen Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Ki Pairvi Karo Aur Sarwar e Kaiynaat Mehboob e KHUDA K Bataye
Hue Tariko K Sath Apni Zindagi Guzaro.
Ya ALLAH Tamam Musalmano Per Apne Habeeb Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) K Sadqay Apni Rehmat Farma..
Aameen Summa Aameen

No comments:
Post a Comment