NA Kaleem Ka Tasawwur Na Kheyaal-e-Tur-e-Sinaa
Meri Aarzu
MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Meri Justaju Madina
Main Gadaa e Mustafa
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aaldhi Wasallam) Hoon Meri Azmatein Na Pucho
Mujhe Dekh Kar
Jahannam Ko Bhi Aa Gaya Pasina
Mujhe Dushmano Na Cherho Mera Koi Hai Jahaan Me
Main Abhi Pukaar Longa Nahin Door Hai
Madina
Main Mareez-e-
Mustafa
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) Hoon Mujhe Cherho Na Tabibo
Meri Zindagi Jo Chaaho Mujhe Le Chalo Madina
Mere Doobne Me Baqi Na Koi Kasar Rahi Thi
Maine Kaha "Almadad Ya MOHAMMAD Rasool ALLAH"
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) To Ubhar Gaya Safinah
Siwaye Is K Mere Dil Me Koi Aarzu Nahin Hai
Mujhe Mout Bhi Jo Aaye To Ho Saamne
Madina
Kabhi Ay Asad Dil Se Na Mite Kheyal-e- MOHAMMAD
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Isi Arazu Me Marna
Isi Arazu Me Jeena..
*Subhan ALLAH*
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rasool-ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Habeeb-ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Mehboob-ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Noor-ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi
Nabi-ALLAH,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Shafi al Muzlemeen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyad al Ambiya e Wal'Mursaleen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Khaatm un'Nabiyeen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rehmat ul Aalemeen,
Assalatu
Wassalamo Alayka
YA Saiyyadi Rasool-ALLAH,
Wa'Ala Aaleka
Wa'Ashabika
YA
SAIYYADI
MOHAMMADURASOOL-ALLAH ..
(Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam)..

No comments:
Post a Comment