ALLAH Subhanahu Wa'Ta'ala Kin
Logo Se Muhabbat Karta Hai?
* AL-QURAN:
1- Aur ALLAH Ta'ala
"Sabr" Karne Waalo
Se Muhabbat Karta
Hai.
[Surah Al-Imran, ayat#146].
2- Be-Shak ALLAH Ta'ala "Insaaf" Karne
Waalo Se Muhabbat Karta Hai.
[Surah Al-Mumtahina, ayat#8].
3- Be-Shak ALLAH
Ta'ala Un Se
Muhabbat Karta Hai,
Jo Us Per "Tawakkal" Karte Hain.
[Surah Al-Imran, ayat#159].
4- Be-Shak ALLAH
Ta'ala Un Se
Muhabbat Karta Hai,
Jo Bohat "Tauba" Karte Hain.
[Surah Al-Baqara, ayat#222].
5- Aur ALLAH Ta'ala
"Paak Rahne"
Waalo Se Muhabbat Karta Hai.
[Surah Al-Touba, ayat#108].
* ALLAH Rab ul Izzat Apne Mehboob Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) K Sadqay Mujhe Aur Tamam Ahl e Islaam Ko Quran o Sunnat Per Amal Ki
Taufiq Atta Farmaye,
Aameen Summa
Aameen..
Logo Se Muhabbat Karta Hai?
* AL-QURAN:
1- Aur ALLAH Ta'ala
"Sabr" Karne Waalo
Se Muhabbat Karta
Hai.
[Surah Al-Imran, ayat#146].
2- Be-Shak ALLAH Ta'ala "Insaaf" Karne
Waalo Se Muhabbat Karta Hai.
[Surah Al-Mumtahina, ayat#8].
3- Be-Shak ALLAH
Ta'ala Un Se
Muhabbat Karta Hai,
Jo Us Per "Tawakkal" Karte Hain.
[Surah Al-Imran, ayat#159].
4- Be-Shak ALLAH
Ta'ala Un Se
Muhabbat Karta Hai,
Jo Bohat "Tauba" Karte Hain.
[Surah Al-Baqara, ayat#222].
5- Aur ALLAH Ta'ala
"Paak Rahne"
Waalo Se Muhabbat Karta Hai.
[Surah Al-Touba, ayat#108].
* ALLAH Rab ul Izzat Apne Mehboob Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) K Sadqay Mujhe Aur Tamam Ahl e Islaam Ko Quran o Sunnat Per Amal Ki
Taufiq Atta Farmaye,
Aameen Summa
Aameen..
No comments:
Post a Comment