="ALLAH Rab ul Izzat aur Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi
Wa'Aalehi Wasallam) ki Mushtarka Sifaat"=
( ALLAH Ta'ala aur ALLAH Ta'ala k Rasool Hazrat MOHAMMAD Sallallahu Ta'ala Alyhi Wa'Aalehi Wasallam *Sach* Farmate Hain).
"ALLAH PAK aur ALLAH k Rasool Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam) sirF sach Farmate hain (Be-shak)"
(1)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD
Rasool ALLAH dono "Muallam" hain,
{Surah Al-Rehman ayat#2, Surah Al-Baqara
ayat#129}.
(2)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Paak"
hain,
{Surah Noor ayat#21 , Surah Al-Baqara ayat#129}.
(3)= ALLAH TA'ALA
aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Noor" hain,
{Surah Al-Noor ayat#35, Surah
Al-Maaieda ayat#15}.
(4)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono ko
"Razi" karna Lazim hai,
{Surah Al-Tauba ayat#62}.
(5)= ALLAH TA'ALA
aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Kareem" hain,
{Surah Al-Anfattar
ayat#2, Surah Al-Takveer ayat#19}.
(6)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool
ALLAH dono "Rauoof" hain,
{Surah Al-Noor ayat#20, Surah Al-Tauba
ayat#128}.
(7)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Raheem"
hain,
{Surah Al-Noor ayat#20, Surah Al-Tauba ayat#128}.
(8)= ALLAH TA'ALA
aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Haadi" hain,
{Surah Al-Shurrah
ayat#52, Surah Al-Baqara ayat#212}.
(9)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool
ALLAH dono "Walli" hain,
{Surah Al-Baqara ayat#257, Surah Al-Baqara
ayat#212}.
(10)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono ki "Izzat" Lazim
hai,
{Surah Al-Nissa ayat#139, Surah Al-Munafiqoon ayat#8}.
(11)= ALLAH
TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Andheron" se "Nikalte" hain,
{Surah
Al-Ahzaab ayat#43, Surah Al-Ibraheem ayat#8}.
(12)= ALLAH TA'ALA
aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Inaam" ki Barish karte hain,
{Surah
Al-Ahzaab ayat#37, Surah Al-Ahzaab ayat#37}.
(13)= ALLAH TA'ALA
aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono ki "Atta'at" Lazim hai,
{Surah Al-Imran
aya#132, Surah Al-Nissa ayat#80}.
(14)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool
ALLAH dono "Halaal" karne ka Ikhteyar rakhte hain,
{Surah Al-Baqara
ayat#275, Surah Al-Ahraaf ayat#157}.
(15)= ALLAH
TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Haraam" karne ka Ikhteyar rakhte
hain,
{Surah Al-Tauba ayat#29, Surah Al-Ahraaf ayat#157}.(16)= ALLAH TA'ALA
aurMOHAMMADRasool ALLAH dono "Ammar Maroof" k Maalik hain,{Surah
Al-Nahl ayat#90,Surah Al-Ahraaf ayat#157}
(17)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMADR asool ALLAH dono "Nahee
Anal-Munkir" k Maalik hain,
{Surah Al-Nahl ayat#90,Surah Al-Tuba
ayat#74}.
(18)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Ghanni" hain
aur "Fazal" karte hain,
{Surah Al-Tuba ayat#74}.
(19)= ALLAH TA'ALA
aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Atta" karte hain,
{Surah Al-Tuba
ayat#59}.
(20)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Hakeem",
{Surah Al-Baqara ayat#220, Surah Al-Jumma ayat#2}.
(21)=
ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH dono "Wa'aiz" hain,
{Surah Al-Nahl
ayat#90, Surah Al-Sabaa ayat#46}.
(22)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool
ALLAH dono "Aa'maal" dekhte hain,
{Surah Al-Tuba ayat#94}.
(23)= ALLAH
TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH "Haakim" hain,
{Surah Al-Nissa
ayat#65}.
(24)= ALLAH TA'ALA aur MOHAMMAD Rasool ALLAH "Faisla"
karte hain,
{Surah Al-Ahzaab ayat#36}.
(Note)=!NABI E REHMAT-UL-AALEMEEN Se Bughz-o-Keena Rakhne Wale Munafiqeen Sahiban Kia Ye
Shirk ho raha hai !
"ALLAH Tabarak Wa'Ta'ala Apni Sifaat
Apne Habeeb Hazrat MOHAMMAD E MUSTAFA AHMAD E MUJTABA *Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam* aur Hamare Payare AAQA *Alayhi
Salaatu Wassalam* Ko Atta Kar K Apni RABOOBIYAT ka Mazhar Bana Raha
Hai Tum Munafiqeen Log Apne Aqeeday Ko Darust Karo Aur Is K Liye Quran e
Majeed Parha Karo Jo ALLAH Subhanahu Wa'Ta'ala K Mehboob Noor e Mujasam
Imaam ul Ambiya Rehmat ul Aalemeen Khulq e Awwal Nabi e Aakhir Hazrat MOHAMMAD *Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wa'Barik Wasallam* Ki Shaan e Aqdas Se Bhara Hua Hai,
[ALLAH Rab Ul Izzat Khaliq e Qull Hai-Aur MOHAMMAD Rasool
ALLAH Maalik e Qull Hain,
ALLAH Ta'ala Ki "Alwahiyat" Me Kisi Ghair-ALLAH
Yani Jhoothe ALLAH Ko Shareek Karna Shirk Hai Jhoothe Se Muraad "Butt"
Hain,
ALLAH Jalla Shanahu Ne Apni Safaat Hamare AAQA Aur Apne Mehboob
Hazrat MOHAMMAD Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi Wasallam Ko Atta Ki
Hain Aur Jo Cheez Atta Kar Di Jae Phir Is Se Shirk Nahi Hota Wahid Cheez
Jo ALLAH Paak Ne Kisi Ko Atta Nahi Farmai Wo Hai "Alwahiyat" Aur Isi Ko
"Tuheed" Kehte Hain].!!!
*Hazrat MOHAMMAD (Sallallahu Ta'ala Alayhi Wa'Aalehi
Wasallam) Ki Ghulami "Deen e Haq" Ki Shart e Awal Hai,
Ho Agr Is Me Kuch
Khaami To Sab Kuch "Na-Mukamal" Hai*
*Subhan ALLAH*