Al-Quran:
Khush khabri suna do
Un Sabar karne walon ko,
jab pohnchay Unko Musibat
to kehte hain ham to ALLAH
ka hi maal hain aur ham Usi
ki taraf lout kar jane wale
hain.
(Surah Baqara,Ayat#
155-156).
>
ALLAH Rab Ul
Izzat k Habeeb
Hazrat
MOHAMMAD E MUSTAFA
(Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Imaam ul Ambiya Noor e
Mujasam Rehmat ul
Aalemeen aur Saiyyed ul
Bashr hain,
AAQA
Alayhissalam aur AAQA
Alayhissalam k Sare
Gharane ki Pori Zindagi
Sabar o Qana'at Azm o Hosla
Adal o Sakhawat.... Ki
Khubsorat Misaal Hai,
Hazrat
Ali al Murtaza Shair e KHUDA
aur Hazrat Imaam Hassan o Hazrat Immam Hussain
(RadiALLAH Ta'ala Anhuma
ne Pori Zindagi Matam nahi
kiya aur na hi kisi b trah ki
Musibat aany pr AAL E RASOOL me se kisi ne ALLAH PAK
se shikwa o shikayat ki,
Is
liye Ahle Bait ka Aashiq aur
Sacha Ghulam wohi hai jo
Hazrat
Moula Ali (RadiALLAH Ta'ala
Anho) aur
Nawasa
e
MOHAMMAD E MUSTAFA
(Sallallahu Ta'ala Alayhi
Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam)
Hazrat Imaam
Hussain
(RadiALLAH Ta'ala
Anho ki tarah Musibat anay
per Matam o Girya-zaari ki
bajaye Sabar kare Ga...!
Khush khabri suna do
Un Sabar karne walon ko,
jab pohnchay Unko Musibat
to kehte hain ham to ALLAH
ka hi maal hain aur ham Usi
ki taraf lout kar jane wale
hain.
(Surah Baqara,Ayat#
155-156).
>
ALLAH Rab Ul
Izzat k Habeeb
Hazrat
MOHAMMAD E MUSTAFA
(Sallallahu Ta'ala
Alayhi Wa'Aalehi Wasallam)
Imaam ul Ambiya Noor e
Mujasam Rehmat ul
Aalemeen aur Saiyyed ul
Bashr hain,
AAQA
Alayhissalam aur AAQA
Alayhissalam k Sare
Gharane ki Pori Zindagi
Sabar o Qana'at Azm o Hosla
Adal o Sakhawat.... Ki
Khubsorat Misaal Hai,
Hazrat
Ali al Murtaza Shair e KHUDA
aur Hazrat Imaam Hassan o Hazrat Immam Hussain
(RadiALLAH Ta'ala Anhuma
ne Pori Zindagi Matam nahi
kiya aur na hi kisi b trah ki
Musibat aany pr AAL E RASOOL me se kisi ne ALLAH PAK
se shikwa o shikayat ki,
Is
liye Ahle Bait ka Aashiq aur
Sacha Ghulam wohi hai jo
Hazrat
Moula Ali (RadiALLAH Ta'ala
Anho) aur
Nawasa
e
MOHAMMAD E MUSTAFA
(Sallallahu Ta'ala Alayhi
Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam)
Hazrat Imaam
Hussain
(RadiALLAH Ta'ala
Anho ki tarah Musibat anay
per Matam o Girya-zaari ki
bajaye Sabar kare Ga...!
No comments:
Post a Comment