Hashr Me Ho
Ga Wo "Sarkaar" K Jandhe K
Thalay,
Mere "Sarkaar" Ka
Jo Chahne Wala Hoga,
Isqh-E
"Sarkaar" Ki Ek
Shamma Jalaa loon Dil
Me,
Baad Marne K Lehad Me
Bhi Ujalaa Hoga,
Jab Bhi
Maango To Waseele Se In Hi
K Maango Musalmano,
Is Waseele Se Hi Karam Aur Door Her Ranj
o Baala Hoga,
Hashr Me Un Ko
Bhi Seene
Se Lagaenge Huzoor,
Jis
Ghuneghaar Ko Har Ek Ne
Taala Hoga,
Mah e Tayba Ki
Tajalli Bhi Niraali Hogi,
AAP K
Gard Bhi Ashaab Ka
Haala Hoga,
Kaak Sooraj Se
Andehron Ka Izalah Hoga,
AAP
Aayen To Mere Ghar
Me Ujaala Hoga,
Silah Naat e
Nabi Paaye ga Jis
Din Asad,
Dosto Wo Karam Dekhna
Tum Dekhne Walaa Hoga.
(Sallallahu Ta'ala Alayhi
Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam)
Ga Wo "Sarkaar" K Jandhe K
Thalay,
Mere "Sarkaar" Ka
Jo Chahne Wala Hoga,
Isqh-E
"Sarkaar" Ki Ek
Shamma Jalaa loon Dil
Me,
Baad Marne K Lehad Me
Bhi Ujalaa Hoga,
Jab Bhi
Maango To Waseele Se In Hi
K Maango Musalmano,
Is Waseele Se Hi Karam Aur Door Her Ranj
o Baala Hoga,
Hashr Me Un Ko
Bhi Seene
Se Lagaenge Huzoor,
Jis
Ghuneghaar Ko Har Ek Ne
Taala Hoga,
Mah e Tayba Ki
Tajalli Bhi Niraali Hogi,
AAP K
Gard Bhi Ashaab Ka
Haala Hoga,
Kaak Sooraj Se
Andehron Ka Izalah Hoga,
AAP
Aayen To Mere Ghar
Me Ujaala Hoga,
Silah Naat e
Nabi Paaye ga Jis
Din Asad,
Dosto Wo Karam Dekhna
Tum Dekhne Walaa Hoga.
(Sallallahu Ta'ala Alayhi
Wa'Aalehi Wa'Barik
Wasallam)
No comments:
Post a Comment