Ay Maah-e-
Ramadan aahista chal,
Abhi
kafi Qarz chukana
hai,
"ALLAH" ko krna hai
Raazi,
Or Gunahon ko
Bakhswana hai,
Kuch
khuwaab hain jin ko likhna
hai,
Or tabiron ko pana
hai,
Kuch log hen ujre dil
wale,
Un dilon me pyar
basana hai,
Or khizan rasida
angan me,
Khushyon ka
deep jalana hai,
Kuch Tauba
krni baqi hai,
Or "ALLAH" ko
humen manana hai,
Jannat
ka krna hai soda,
Dozakh se
khud ko bachana hai,
Ay
Maah-e-Ramadan aahista
chal,
Abhi kafi Qarz chukana
hai.
Ramadan aahista chal,
Abhi
kafi Qarz chukana
hai,
"ALLAH" ko krna hai
Raazi,
Or Gunahon ko
Bakhswana hai,
Kuch
khuwaab hain jin ko likhna
hai,
Or tabiron ko pana
hai,
Kuch log hen ujre dil
wale,
Un dilon me pyar
basana hai,
Or khizan rasida
angan me,
Khushyon ka
deep jalana hai,
Kuch Tauba
krni baqi hai,
Or "ALLAH" ko
humen manana hai,
Jannat
ka krna hai soda,
Dozakh se
khud ko bachana hai,
Ay
Maah-e-Ramadan aahista
chal,
Abhi kafi Qarz chukana
hai.
No comments:
Post a Comment