Al-Quran:
Ay Logo !
ALLAH Ne Jo Kuch Halal Aur Paak Rizq Tum Ko Bakhsha Hai Is Me Se Khao Aur "ALLAH TA'ALA" Ki Naimat Ka Shukar Karo Agar Tum Waqai Issi Ki Ebaadat Karte Ho,
ALLAH Ne To Tum Per Sirf Murdaar Ko Haraam Kiya Hai Aur Khoon Ko Aur Soo'ar(pig) K Gosht Ko Aur Is Cheez Ko Jis Per "ALLAH" K Siwa Kisi Aur Ka Naam Liya Gaya Ho Albatta Bhook Se Majboor Ho Kar Agar Koi In Cheezon Ko Kha Le Ba-Sharte K Lazat Na Ho Aur Na Hadd E Zaroorat Se Tajawuz Karne Wala Ho To Yaqeenan ALLAH TA'ALA Mua'af Karne Wala Aur Rehm Farmane Wala Hai.
(Surah Nahll,ayat#114-115)

No comments:
Post a Comment