Wo Tareeqi Me B Khayal Rakhta Hai,
Jo Kabhi Dair Se Lotun To Meri Maa Ki Tarah..
Wo Mere Rizq Ka Hissa Nikal Rakhta Hai,
Gharo Me Jin K Diya Bhi Nahin Hai Un K Liye..
Fiza Me Chand Sitare Uchaal Rakhta Hai,
Muhabbat Apne Bando Se Kamal Rakhta Hai,
Wo Bakshta Hai Gunah-E-Azeem Bhi Lekin..
Hamari Choti Si Naiki Sambhaal Rakhta Hai,
Hum Usay Bhool Jate Hain Roshni Me
Magar,,
Woh (1)
"ALLAH" Hi Hai..
Jo Tera Mera Sab Ka Khayal Rakhta Hai.!

No comments:
Post a Comment